“Vo To Khushboo Hai, Hawaon Main Bikhar Jayega
Masla To Phool Ka Hai, Phool Kidhar Jayega”
Parveen Shakir the famous Pakistani Poet wrote multiple heart-touching ghazals and poured her pain of life into them
She was born in 1952 and died in 1994 at the young age of 42 due to her car accident.
It was a great loss to Urdu Poetry.
In her time, she was one of the most famous female Urdu poets and showed a unique style of writing through her writing.
In this post, SadiPoetry.com’s team is sharing with you the beautiful collection of Urdu Poetry by one of the most celebrated Urdu Poets of Pakistan Parveen Shakir.
So, let’s start reading this gorgeous post.
zindagi main bhi ye hunar azmana chaiye
جنگ کسی اپنے سے ہو تو ہار جانا چاہیے
jang kisi apny say ho tu haar jana chahiye
dil ka kiya ha wo tu chahy ga musalsil milna
وہ ستم گر بھی مگر سوچے کسی پل ملنا
vo sitamgar bhi magar sochy kisi pal milna
ye kab kehti hoon tum mery galy ka haar ho jao
وہیں سے لوٹ جانا تم جہاں بیزار ہو جاو
wahin se laut jana tum jahan bezar ho jao
wo tu khushboo ha hawaon main bikhar jay ga
مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
masla phool ka hay phool kidhar jay ga
main phool chunti rahi aur mujhy khabar na hui
وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا
wo shakhs aa kay mery shehr say chala bhi giya
ik name kiya likha tera sahil ki rait per
پھر عمر بھرہوا سے میری دشمنی رہی
phir umer bhar hawa say meri dushmani rahi
wo apni aik zaat main kul kainat tha
دنیا کے ہر فریب سے ملوا دیا مجھے
duniya kay har faraib say milwa diya mujhay
mausam ka azab chal raha hay
بارش میں گلاب جل رہا ہے
barish main gulab jal raha hay
larkiyon ke dukh ajab hote hain sukh is se ajab
ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ
hans rahi han aur kajal bheegta ha sath sath
talash kar meri kami ko apnay dil main
درد ہو تو سمجھ لینا ، رشتہ اب بھی باقی ہے
dard ho tu samajh lena— rishta ab bhi baqi hay
گھر بنانے کی آرزو ہے بہت
jab say parwaz kay sharik milay
ghar banany ki aarzo hay buhat
وہ میرے حق میں نہ تھا اور خلاف بھی نہ تھا
tualkat key barzikh main hi rakha mujh ko
vo mary hak main na tha aur khilaf bhi na tha
چاہتی ہے محبت بھی کرے اور خوش بھی رہے
kitni masoom hwahish hay iss dewani larki ki
chahati hay muhabbat bhi kary aur khush bhi rahay
محبت میں بھی کرتی ہوں مگر چرچا نہیں کرتی
main apni dosti ko shehr main ruswa nahi karti
muhabbat main bhi karti hoon magar charcha nahi karti
ہاتھ دعا سے یوں گرا، بھول گیا سوال بھی
meri talab tha ik shakhs wo jo mahi mila tu phir
haath dua say youn gira bhool giya sawal bhi
جی بہلتا نہیں اے دوست تیری یاد سے بھی
thak gia hay dil e vehshi mera faryad say bhi
jee behalta nahi aye dost teri yaad say bhi
بڑھی ہے دھوپ تو بے سائبان چھوڑ گیا
jo badalon say bhi mujh ko chupaye rakhta tha
barrhi hay dhoop tu bay saiban chorr giya
آنکھ میں پڑ گیا کچھ کہہ کر یہ ٹالا ہو گا
yaad kar kay mujhay nam ho gai hoon gi palkain
aank main parr gia kuch — keh kay yeh tala ho ga
چڑیوں کو بہت پیار تھا اس بُوڑھے شجر سے
kaal raat jo endhan kay liye kat kay gira hai
chirriyun ko buhat piyar tha uss bhorray shajar say
ایک دفعہ تو رُک گئی، گردش ماہ و سال بھی
sab say nazar bacha kay wo mujh ko kuch aisay dekhta
aik dafa tu ruk gai gardish mah-o-saal bhi
اُس آنکھ میں میرے لئے اَنکار جب سے ہے
iss dil main shauq e deed ziyada hi ho giya
us ankh main meray liye inkar jab say hai
دو گھڑی کی چاہت میں لڑکیاں نہیں کھلتیں
husn kay samajhnay ko umer chahiye janan
do gharri ki chahat main larrkiyan nahi khiltin
اب کس اُمید پہ دروازے سے جھانکے کوئی
ab tu iss rah say wo shakhs guzarta bhi nahi
ab kis umeed pay derwazy say jhanky koi
اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے
bas yeh huwa keh us nay takleef say baat ki
aur ham nay rotay rotay dupatay bhigo liye
حیرت ہے مُجھے آج کِدھر بھول پڑے وہ
darwaza jo khola tu nazar aye kharry wo
hairat hai mujhy aaj kidhar bhool parry wo
گٌفتگو تٌجھ سے رہا کرتی ہے
shab ki tanhai main ab tu aksar
guftgu tujh say raha karti hai
یہاں اپنوں کو ہی اپنا بنانے میں سالوں گزرجاتے ہیں
yeh dunia aik dohka hai
yahain appno ko hi appna bnany main salo gzr jaty hain
\
وہ جھوٹ بولے گا اور لاجواب کر دے گا
main sach kahun gi magar phir bhi haar jaon gi
wo jhoot boly ga aur lajawab kar daay ga
برابری کا بھی ہوتا تو صبر آجاتا
wo mujh ko chorr kay jis aadmi kay pass giya
barabri ka bhi hota tu sabr aa jata
خامشی بھی تو ہوٸ پٌشت پناہی کی طرح
zulm sehna bhi tu zalim ki hamayat tehra
kjamoshi bhi tu hui pusht panahi ki tarah
اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے اٌلجھ جاتی ہیں
tu badalta hai tu bay sakhta meri aankhen
apny hathon ki lakeeron say ulajh jati hain
دِل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی
kuch tu hawa bhi sard thi kuch tha tera khiyal bhi
dil ko khushi kay sath sath hota raha malal bhi
Conclusion
Praveen Shakir used to present a different and captivating view through her Poetries.
When you read her Urdu Poetries, you can feel her pain and struggle in life. She was a divorcee and had a son from her husband.
So, it would be tough for her to be emotionally strong.
Our team always tries to share the collection of the best Urdu poets with our readers on this platform.
This time we shared a beautiful Urdu Poetry collection of Parveen Shakir with you.
We hope you like this attempt. Do share this Urdu Shayari post with your friends and family who like to read Urdu Poetry.