“Mere Sabar Ki Inteha Kya Puchte Ho Faraz Wo Mujhse Lipat Kar Roya Kisi Or Ke Liye”
Ahmed Faraz is a famous Pakistani poet who rules people’s hearts even after his death.
He wrote many famous Urdu poetries related to multiple topics.
In this post, our team is sharing Urdu Poetry “Mere Sabar Ki Inteha Kya Puchte Ho” by Ahmed Faraz with our readers.
So, let’s start reading this beautiful Urdu Poetry.
meray sabar ki intiha kiya puchatay ho faraz
وہ مجھ سے لپٹ کے رویا کسی اور کے لیے
wo mujh say lipat kay roya kisi aur ka liye
chala ṯha zikar zamany ki bewafai ka
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
so aa gia hay tumhara khiyal wasy hi
dil ko teri chahat pay bharosa bhi buhat hay
اور تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا
aur tujh say bichade jane ka dar bhi nahi jata
رونے والوں کی طرح جاگنے والوں جیسی
iss ki aankhon ko kabhi ghor say dekha hay faraz
rony walon ki ṯarah jagny walon jesi
وقت ہر شخص کی اوقات بتا دیتا ہے
kon kis kay sath kitna mukhlas ha faraz
waqt har shahks ki auqat bata deta hay
کہ میں نے دیکھی ہیں آنکھیں اُداس لوگوں کی
main aany waly zamano say dar raha hoon faraz
kay main nay dekhi han aankhain udas logon ki
تم کروگے کہاں کہاں سے گریز
main wahan hoon jahan jahan tum ho
tum karo gey kahan kahan say guraiz
آج تنہا ہوں توکوئی نہیں آنے والا
tery hoty huay aa jati thi sari duniya
aaj tanha hoon tu koi nahi aany wala
میں آئنیہ ہوں مجھے ٹوٹنے کی عادت ہے
tu apni sheesha gari ka hunar na kar zaya
main aaina hoon mujhy tootny ki aadat hay
یہ بار بار جو آنکھوں کو مل کے دیکھتے ہیں
tu samny hay tu phir kiyun yaqeen nahi aata
yeh bar bar jo aankon ko mal kay dethty han
تُو بھی تو کبھی مجھ کو منانے کے لیے آ
kuch tu mery pindar e muhabbat ka bharam rakh
tu bhi tu kabhi mujh ko manany ka liye aa
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
aankh say dur na ho dil say utar jaye ga
waqt ka kiya hay guzarta hay guzar jaye ga
تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے
zindagi say yahi gila hay mujhy
tu buhat dair say mila hay mijhy
رات تو رات ہے، ہم دن کو جلاتے ہیں چراغ
aisi tareekiyan aankhon main basi haan faraz
raat tu raat hay ham din ko jalaty haan charagh
وہی انداز ہے ظالم کا زمانے والا۔
dost ban kar bhi nahi sath nibhany wala
wahi andaz hay zalim ka zamany wala
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
suna hay uss kay badan ki tarash aaisi hay
kay phool apni qabain kutar kay dekhty han
جو چھوڑ گیا اُس کو پلٹ کر نہیں دیکھا
khud ko teray mayar say ghat kar nahi dekha
jo chorr gia us ko palat kar nahi dekha
کہ تو نہیں تھا، تیرے ساتھ ایک دنیا تھی
huwa hay tujh say bicharrny kay baad yeh maloom
kay tu nahi tha tery sath aik dunya thi
وہ نِگاہیں جُھکا لیتی ہے، ہمیں مرنے نہیں دیتی
Hazar baar marna chaha nigahon main doob kar ham nay faraz
Wo nigahain jhuka leti hay, hamain marnay nahi deti
ہم تو اپنے بھی ہو نہیں پائے
kiyun gila ham say ho kisi ko faraz
ham tu apnay bhi ho nahi paye
خلقتِ شہر تو کہنے کو فسانے مانگے
ham na hoon gaay tu kisi aur kay chrchay hoon gaay
khaqat e shehar tu kehnay ko fasanay mangay
جِسے قرار نہ آیا کہیں بھُلا کے مُجھے
piyam aaye haan us yaar e bewafa kay mujhay
jisay qarar na aya kahin bhula kay mujhay
اَب کے موسم ہی نہیں آئے گُلابوں والے
na mery zakham khulay haan na tera rang e hina
ab kay mausam hi nahi aaye gulabon walay
تو مُجھ سے خفا ہے تو زمانے کے لئے آ
kis kis ko batain gain judai ka sabab ham
tu mujh say khafa hai tu zamanay ka liye aa
مگر یہ بات بھی سچ ہے اُسے فُرصت نہیں مِلتی
usay haam yaad aatay hain faqt fursat kay lamhon main
magar ye baat bhi sach hai usay fursat nahi milti
ہم بھی محفل سے اُٹھ آئے ہیں بہانہ کر کے
bay-rukhi tu nay bhi ki hai uzar-e-zamana kar kay
ham bhi mehfil say uth aaye hain bahana kar kay
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم
ab aur kiya kisi say marasam barrhain ham
ye bhi buhat hai tujh ko agar bhool jain haam
کیا کریں جب لوگ خُدا ہو جائیں
bandagi ham nay choor di hai faraz
kiya karain jab log khuda ho jain
Conclusion
“Mai Aane Wale Zamano Se Dar Rha Hoon Faraz Ke Maine Dekhi Hai Aankhe Udas Logo Ki”
This Urdu Shayari by Ahmed Faraz has a crux of betrayal and fear of facing lost love.
Ahmed Faraz beautifully moulds multiple emotions of love in this Urdu Poetry.
As you have completed reading this poetry, share your thoughts about this in the comment section. Our team would love to read all your genuine comments.
Also, you are requested to share this Urdu Poetry “Mere Sabar Ki Inteha Kya Puchte Ho” by Ahmed Faraz with your friends and family.
Furthermore, our readers can also download Shayari images by clicking the download button.
So, you can download the favourite part of this Urdu Poetry and save it in your phone’s gallery.