“Ek Chai Ko Do Capo M Bant Kar Aksar Farz Kiya Hai Ki Tanha Nahi Hoon Main”
Chai poetry has a separate fan base. Some people love to read Chai poetry as much as they love to drink it.
In this post. Sadipoetry.com’s team is presenting a collection of Heart Broken Chai Poetry to its readers.
You will read more than 20 fusion Shayaris of Heart Broken and Chai.
These two are the most popular Urdu Shayari categories. So, our team presents them as a fusion
So, start reading this interesting fusion of Heart Broken and Chai Poetry in Urdu.
اِک مُلاقات رکھیں گے چائے پر
yeh waba kay din guzar jain tu phir
ik mulaqat rakhain gain chai per
ایک چُسکی بھری ہے چائے کی
ghaibana sharik kar kay tumhain
aik chuski bhari hai chaye ki
افسوس آج تو بھی فراموش ہو گیا
do ki bajaye chai banai hai aik cup
afsos aaj tu bhi faramosh ho giya
چائے تو فقط مُلاقات کا بہانہ ہے
maqsad tu dil ki batain sunna sunana hai
chai tu faqt mulaqat ka bahana hai
خالی کُرسی ، میں اور چائے
aadhi raat aur gehray saaye
khali kursi main aur chai
وہ جانے کیوں میرے لبوں کو دیکھتے ہیں
zikar kartay huwy chaye ki mithas ka
wo jany kiyun meray labon ko dekhtay hain
بے وجہ تھکا ہٌوا تھا ناکام حسرتوں سے وجود
ik chai ka cup nay bakhshi hai taqveyat mujh ko
bewaja thaka huwa tha nakam hasraton say wajood
چاہ ناسہی-تو چائےہی سہی
dil ko bhlany ky lya kuch tou chahiy
cha na sahi-tou chai hi sahi
کٌچھ دِنوں سے خفا خفا ہے کوٸ
chai ka zaiqa nahi aata
kuch dino say khafa khfa hai koi
ہم نے پھر اِس میں کبھی چینی نہیں ڈالی
tu nay jis cup main chaye pii thi aik baar
ham nay phir iss main kabhi cheeni nahi dali
میں بسکٹ کی طرح ڈوب نہ جاٶں تو کہنا
tum chaye ki tarah muhabbat tu karo
main biskut ki tarah doob na jaon tu kehna
ایک فرقہ ، چائے پینے والوں کا
Sochta Hon Bana Hi Dalon
Aik Firqa, Chai Peeny Walon Ka
ﭼﺎﺋﮯ ﮐﺎ ﮐﭗ ﺍﭨﮭﺎ ﮐﮯ ﺩﮐﮭﺎﻧﺎ ﭘﮍﺍ ﻣﺠﮭﮯ
Log Poch Rahay Thay Kamyabi Ka Raaz
Chai Ka Cup Utha Kay Dikhana Para Mujhy
اپنے لیے چائے لاتے دیکھا ہے
Khaab Main Kai Bar Tumhain
Apny Liye Chai Latay Daikha Hai
Conclusion
“Tune Jis Cup Mai Chai Pi Thi Ek Bar Hum Ne Phir Us Cup M Kabhi Chini Nahi Dali”
Sadipoetry.com is a platform where we share Urdu Shayaris related to multiple categories.
This time our team attempted to present the fusion of the two most popular categories i.e. heartbroken and Chai Poetry.
We hope you like this collection of Heart Broken Chai Poetry in Urdu.
Share your thoughts in the comment section about this post and also let us know on what topics you would like to read more Urdu Shayaris on our platform.
Also, you can suggest more interesting fusions like this.